Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Se Badhkar-Chandra Atma
Chandru Atma
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum se badhkar duniya mein...
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Kya khoob aankhein hain teri, inmein zindagani hai meri
Kya khoob aankhein hain teri, inmein zindagani hai meri
Ji lenge hum dekh-dekh kar inko
Kya khoob aankhein hain teri...
Tu hi tu khwabon mein...
Tu hi tu khwabon mein hai, na dooja koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Sundarta tune woh paayi, naza hai tujhpe khudaai
Naaz nahi apne par phir bhi tujhko
Sundarta tune wo paayi...
Dil ka haseen tere jaisa...
Dil ka haseen tere jaisa na dekha kahin aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Baaton mein teri ik adaa hai, teri adaa mein wafa hai
Phir-phir tujhse milne ko ji chaahe
Baaton mein teri ik adaa hai...
Dil mein itna pyaar liye...
Dil mein itna pyaar liye na aaya koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhkar duniya mein na dekha koi aur
Zubaan par aaj dil ki baat aa gayi