Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Laaga Chunari Mein Daag
Manna Dey
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag
Chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Ghar jaaun kaise?

Ho gayi maili mori chunariya
Kore badan si kori chunariya
Ho gayi maili mori chunariya
Kore badan si kori chunariya
Haan, jaake baabul se nazarein milaaun kaise?
Ghar jaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunari men daag
Bhool gayi sab vachan vidaa ke
Kho gayi main sasuraal mein aa ke

Kori chunariya aatma mori, mail hai maaya-jaal

Wo duniya more baabul ka ghar, ye duniya sasuraal
Haan, jaake baabul se nazarein milaaun kaise?
Ghar jaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag
Chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Ghar jaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Kori chunariya aatma mori, mail hai maaya-jaal
Kori chunariya aatma mori, mail hai maaya-jaal
Wo duniya more baabul ka ghar, ye duniya sasuraal
Haan, jaake baabul se nazarein milaaun kaise?
Ghar jaaun kaise?
Laaga chunri mein daag, chhupaaun kaise?
Laaga chunri mein daag
Aa, deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-na-de-re-na, deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-de-re-na, deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-de-re-na, deem-na, de-re, de-re, ta-na-de-re
Ta-na-tungra, da-da-re-ta-re-daani
Deem-ta-na-na-na-, dir-dir, dir-dir-dir-daani
Daani, daani, daani
Deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-na-de-re-na, deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-de-re-na
Sapt sur na teen gram
Bansi baaji, he-ta-tani, tani, ni-dha, ni-dha, pa-ma-ma-ga
Ma-dha-ga-ma-ma-ga-re-sa
Dha-dha-kirta, dha-dha-kirta, dha-dha-kirta
Charan, dharan, dharat pag, parat nahi paran
Jhaanjhar jhanke, jha-na-na-na-na-na
Na-dir-dir-dir-ta-num, na-na-na-na, ta-na, ta-na-na
Deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-na-de-re-na, deem-ta-na-na, drig-ta-num
Ta-de-re-na, deem-ta-na-na, drig-ta