Skip to content

O Yaara Dil Lagana (Reprise)

Aman Mishra Dz
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jo kehna hai keh na pate hai Lafz hotho pe reh jate hai Yeh raaz kehna mushkil hai Alfaaz kehna mushkil hai Tumhe kitna pyar karte hai Bebaak kehna mushkil hai Oh kitna mushkil hai Dekho Iss duniya mein dil lagana O yaara dil Lagana Bas Tujhe Dekhne Ka Hai Lalach Inhe Meri nazre na dekhe kisi aur ko Bas teri baat ko hai sune dil mera Aur sunta nahi yeh kisi shor ko Tera ho gaya jo mera dil hai Bin tere rehna mushkil hai Tumhe kitna pyaar karte hai Bebaak kehna mushkil hai Oh kitna mushkil hai Dekho Iss duniya mein dil lagana O yaara dil Lagana Hai tumhe bhi pata hum hai tumpe fida Phir Kyu anzaan aise bante ho tum Tod do faslo ki jo diwaar hai Apne ranjhe pe thoda kar do reham Tera ranjha tere kabil hai Main raah tu manzil hai Tumhe kitna pyaar karte hain Bebaak kehna mushkil hai Oh kitna mushkil hai Dekho Iss duniya mein dil lagana O yaara dil Lagana