Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ho Pardesia
Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(a/e, he-he-re, choree-choree milte hain re chaand-chakori)
O, paradesiya...
Paradesiya, ye sach hai piya
Saba kehthe hain, maine tujko dil de diya
Paradesiya paradesiya ye sach he piya
Saba kehthe hain, maine tujko dil de diya
Main kehtee hoon, "tune mera dil le liya"
Phulon mein, kaliyon mein, gaanv kee galiyon mein
Ham donon badnaam hone lage hai
Nadiya kinaare pe, chhat pe, chaubaare pe
Hum milke hansane-rone lage hain
Sunke piya, sunke piya dhadke jiyaa
Saba kehthe hain, maine tujko dil de diya
Main kehtee hoon, "tune mera dil le liya"
Logon ko kehne do, kehthe hee rahne do
Sach-jhooth hum kyun sabko bataaen?
Main bhee hoon masti mein, too bhee hai masti mein
Aa is khushii mein hum naachein-gaayen
Kisko pata, kisko pata, kya kisne kiya
Saba kehthe hain, tune mera dil le liya
Saba kehthe hain, maine tujko dil de diya
Mera dil kehtha hai, "too dil mein rahata hai"
Mere bhee dil kee kalee khil gayi hai
Teri too jaane re, maane naa maane re
Mujko meri manzil mil gayi
Too mil gaya, too mil gaya mujko piya