Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Har Har Mahadev Shambhu
Ravindra Pratap Singh, Gajendra Pratap Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaliyug ki zindagi aur sukh-dukh ki kaya hai
Kaliyug ki zindagi aur sukh-dukh ki kAaya hai
Mera toh kuch nahi, bas Bhole ki maaya hai
Mera toh kuch nahi, bas Bhole ki maaya
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu

Tum apne bhakton par...
Tum apne bhakton par kuchh aisi kripa karte ho
Sankat aane ke pehle hi unke sankat harte ho
Tumne jagat banaaya, kan-kan mein tu samaaya
Dukh bhi sukh sa beeta jab ho Shiv ka saaya (Shiv ka saaya)
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Dharti, ambar, chaand, sitaare
Dharti, ambar, chaand, sitaare, hain tujhse hi ye saare
Kripa karo tum, daya karo, har bhakt hai tere sahaare
Shankar Girijapati ho, jag ke aadhipati ho
Jab bhi sankat hai aaya, humne tujhko hai paaya (tujhko hai paaya)
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Har-har Mahadev Shambhu, har-har Mahadev Shambhu
Shraddha tumhi se hai, vishwas tumhi tak hai
Har vipda har logay Shankar, ye aas tumhi se hai

(Tumne jagat banaaya, kan kan mein tu samaaya)
(Dukh bhi sukh sa beeta, jab ho Shiv ka saaya)