Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Baarishein
Akhil Sachdeva
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bewajah-bewajah nahin dil ki nadaaniyaan
Tum mile toh huyi jeene mein aasaaniyaan
Tu akhiyon mein aa zara
Main palkein jhuka loon, sohniye
Tu dil mein utar zara
Tujhe apna bana loon, sohniye
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Ishaaron ki zubaani
Kahoonga main kahaani
Dil kya chaahe, tu jaan le
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Ba-Khuda, ba-Khuda
Tujhse shuru har subah
Har lamha sau dafa
Tujhko hai sajda kiya
Hain adhoore mere raaste
Tu manzilon ke jaisi kyun lage?
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Ishaaron ki zubaani
Kahoonga main kahaani
Dil kya chaahe, tu jaan le
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein
Baarishein, baarishein
Geele baadlon ke jaisi khwahishein