Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gulon Mein Rang Bhare(Mr-Jatt.com)
Arijit Singh(Mr-Jatt.com)
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta, dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta, ye dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayeinge gham-gusaar chale
Gulon mein rang bhare baad-e-nau-bahaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Qafas udaas hai, yaaron, saba se kuch to kaho

Kahin to behr-e-Khuda aaj zikr-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
Jo hampe guzri so guzri, magar shab-e-hijraan

Hamaare ashk teri aaqibat sanwaar chale