Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Han Main Sadak Chhap Hoon (happy)
Kishore Kumar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hmm, haan main sadak chhap hoon, haan main sadak chhap hoon
Raah kee bhool hoon ya sithaaraa koyi
Duniyaa mein kisko pata
Haan main sadak chhap hoon, haan main sadak chhap hoon
Raaston pe kati umr saaree meri, sadkon pe ghar hai mera

Ghar nahin, dar nahin, naam mera apana koyi
Naa koyi saathee hai, naa mera sapnaa koyi

Har haal mein mera hamsafar hai bas ye saaya mera
Haan main sadak chhap hoon, haan main sadak chhap hoon
Raah kee bhool hoon ya sithaaraa koyi
Duniyaa mein kisko pata
Haan main sadak chhap hoon, haan main sadak chhap hoon
Mere hee apano ne kya jakhm mujko die
Kya-kya jehar maine din-raat hans ke pie

Ye khel hai taqadeer ka ya zulm sansaar ka