Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zameen Se Humen Aasman Par
Asha Bhosle
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zameen se humein aasman par
Bitha ke gira to na doge?
Agar hum yeh poochhein ke dil mein
Basa ke bhula to na doge
Zameen se humein aasman par
Bitha ke gira to na doge?
Agar hum yeh poochhein ke dil mein
Basa ke bhula to na doge
ย
Ae raat, is waqt aanchal mein tere
Jitne bhi hain yeh sitaare
Ae raat, is waqt aanchal mein tere
Jitne bhi hain yeh sitaare
Jo de-de tu mujhko to phir main
Loota doon kisi ki nazar pe yeh saare
Haan, kaho ke yeh rangeen sapne
Saja ke mita to na doge?
Agar hum yeh poochhein ke dil mein
Basa ke bhula to na doge
ย
Tumhare sahare nikal to pade hain
Hai manzil kahaan, dil na jaane
Tumhare sahare nikal to pade hain
Hai manzil kahaan, dil na jaane
Jo tum saath doge, to aayegi ek din
Manzil gale se lagaane
Haan, itna to dil ko yaqeen hai
Humein Tum daga to na doge
Agar hum yeh poochhein ke dil mein
Basa ke bhula to na doge
Zameen se humein aasman par
Bitha ke gira to na doge?
Agar hum yeh poochhein ke dil mein
Basa ke bhula to na doge
ย