Skip to content

Shaamat Lofi Mix

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mana Kiya Maine Fir Bhi Suni Na Tune Ek Meri Mana Kiya Maine Fir Bhi Suni Na Tune Ek Meri Chala Hai Tu Karne Yara Wahi Jo Teri Hai Marzi Mere Dil Tu Aa Tujhe Dard Ab Na Mile Ho Aaj Yun Tujhe Milne Mohabbat Aayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shaamat Aayi Hai Din Ka Chain Raton Ki Neendein Churayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shaamat Aayi Hai Humko Khabar Ab Hai Kahan Jane Kya Ho Raha Yahan Jab Se Mile Ho Tum Mujhe Ban Gaye Ho Tum Hi Jahan Aage Jane Se Pehle Dil Ik Dafa Soch Le Aaj Yun Tujhe Milne Mohabbat Aayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shaamat Aayi Hai Ho Din Ka Chain Raton Ki Neendein Churayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shamat Aayi Hai Dekha Hai Jab Se Tumhein Haan Tumko Hi Dekhte Hai Sochte Hai Kyun Tumko Itna Zyada Sochte Hai Aise Na Le Dil Mere Ishq Ke Faisle Ho Aaj Yun Tujhe Milne Mohabbat Aayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shamat Aayi Hai Ho Din Ka Chain Raton Ki Neendein Churayi Hai Lagta Hai Dil Teri Shaamat Aayi Hai