Skip to content

Dead Eyes

Good Morning
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aye subah tu ja falak se Laut ja jara Raat tham ke kar rahi hai Humse maswara Aye subah tu ja falak se Laut ja jara Raat tham ke kar rahi hai Humse maswara Baadalon se kehdo jaa ke Main fana hua Bin bataaye, Bin rijhaaye Bas tera hua Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada Aye sikayat ab jarurat, Na rahi teri Aye nasihat phir milenge, Hai dua meri Ab fasaana, Ab thikaana Tu mera hua Zindagi ka har bahaana Tu mera hua Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada Main garmiyon ka din koi Tere liye har pal jaloon Tu sardiyon ki shaam hai Pau tujhe tu main dhaloon Hoon jhakam jhakham main Aur marhamon si tu De de mujhe sukoon Tu jo mili Sahara sa mujhko mila Dooba tha main Kinara sa mujhko mila Tu jo mili Sahara sa mujhko mila Dooba tha main Kinara sa mujhko mila Mujhko mila Mujhko mila... Hmm. Bin tere main zindagi ke aaine mein Kitna tha adhoora Khud ko tujhse jod ke jo maine dekha Toh laga hoon poora Hmm. main tha jo bhi Na tha wo bhi ab hoon jo bhi Sukriya hai tera Paththron mein ye khuda sa Dhoondhne ka ye nazariya hai tera Na sakhs main na sakhsiyat barso se hu benaam sa Banzaaron sa firta hoon main Ban ja na tu ghar ka pata Hoon dard dard main Aur hai dawa si tu De de mujhko sukoon Tu jo mili Sahara sa mujhko mila Dooba tha main Kinara sa mujhko mila Tu jo mili Sahara sa mujhko mila Dooba tha main Kinara sa mujhko mila Mujhko mila Mujhko mila Ab na dil ko kisi ki aadat ho Ab na dil ko kisi ki aadat ho Ab na phir se kabhi mohobbat ho Ab na dil ko kisi ki aadat ho Ab na phir se kabhi mohobbat ho Itni bhi khwahish na rahi Kisi se chahat ho Teri mujhko na ab zaroorat ho Teri mujhko na ab zaroorat ho Ab na phir se kabhi mohobbat ho Dardon ke saaye mein Milti ab raahat hai Teri tamanna nahi Tujhse judaa hoke seekha ab jeena hai Ek tu zaroori nahi Itni bhi khwahish na rahi Kisi ki hasrat ho dil pe teri na ab hukumat ho dil pe teri na ab hukumat ho Ab na phir se kabhi mohobbat ho Ab na dil ko kisi ki aadat ho Ab na phir se kabhi mohobbat ho Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Tere Bin Suni Suni Hain Baahein Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Tere Bin Lamha Lamha Sataye Tere Bin Bekarari Jalaye Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin Tere Bin Lamha Lamha Sataye Tere Bin Bekarari Jalaye Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hain Gehre Hain Armaan Jaane Ja Pagal Samaa Hain Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hain Gehre Hain Armaan Jaane Ja Pagal Samaa Hain Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara Tere Bin Kaun Apna Sahaara Tere Bin Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain Dardejigar Ka Yeh Sabab Humko Mila Hain Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain Dardejigar Ka Yeh Sabab Humko Mila Hain Betaabiyo Ne Humko Choor Kar Diya Hain Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain Betaabiyo Ne Humko Choor Kar Diya Hain Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain Tere Bin Doori Ghat Ti Nahi Hain Tere Bin Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aashiq Banaya Aapne Tere Bin Suni Suni Hain Baahein Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin Tere Bin Lamha Lamha Sataye Tere Bin Bekarari Jalaye Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin Tere Bin Dil ke jahaan mein Ek aag si lagi hai Ho. dil ke jahaan mein Ek aag si lagi hain Main hoon, tum ho, ishq hai Tishngi hai Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Bayaan karun main kaise Jaana sunaaun kaise Tujhko dikhaaun kaise Dhadkan ki hulchal ko Maane na kehna mera Yaara manaaun kaise Kaise sambhaalun main Is dil paagal ko Tu mera armaaan Tu meri chaahat Tu mera pyaar hai. Ishq ke toofan mein Ek aag si lagi ahin Main hoon, tum ho, ishq hai. Tishngi hain Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Tere haseen chehre pe Teri khuli jhulfon pe Teri jhuki aankhon pe Main pal-pal marta hoon Deewangi se zyaada Dil ki lagi se zyaada Is zindagi se zyaada Ishq tujhse karta hoon Tu meri khaawhish Tu meri saansein Tu mera chain hai Jazbon ke makaan mein Ek aag si lagi hai Main hoon, tum ho, ishq hai Tishngi hain Dilnashi, dilnashi, dilnashi Dilnashi, dilnashi, dilnashi Tujhe Sochta Hoon main shaam o subah Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Tere hi khayalon mein dooba raha Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere Har ek mausam me jaana, sang hoon tere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aa... sang hoon tere Meri dhadkano mein hi teri sada Iss qadar tu meri rooh mein bas gaya Teri yaadon se kab raha main judaa Waqt se pooch le, waqt mera gawaah Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere Har ek mausam me jaana, sang hoon tere Ab itne imtehaa bhi naa le mere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aa... sang hoon tere Hey... Tu mera thikana, mera aashiyana Dhale shaam jab bhi, mere paas aana Hai baahon mein rehna, Kahin abb naa jana Hoon mehfooz inme, bura hai zamana Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere Har ek mausam me jaana, sang hoon tere Ab itne imtehaa bhi naa le mere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aaa... sang hoon tere Aaa aa aa... sang hoon tere tere ishq mein, dooba rahe Din-raat, yunhi sadag Mere khwaab se, aankhein teri, ek pal naa hoyen juda Mera naam tu, haathon pe apne, likhe baar haan Aye kaash ke, aisa bhi ek din, laaye woh Khuda. Tu hi mera mera mera Tu hi meraaaa, tu hi meraaaa... Tu hi mera mera mera Hai teri chaahat, meri zaroorat Sooni hai tujh bin, duniya meri Naa reh sakoonga, main door insey Hai meri jannat, galiyan teri. Ho o... ho o... Hoooo... Hai teri chaahat, meri zaroorat Sooni hai tujh bin, duniya meri Naa reh sakoonga, main door insey Hai meri jannat, galiyan teri. Ummeed ye, seene mein leke, main hoon jee raha Kabhi tu mile, mujhse kahe, ke main hoon bas tera. Tu hi mera mera mera Tu hi hai qismat, tu hi hai rehmat Tujhse judi hai, meri har khushi Tu hi mohabbat, tu hi hai raahat Lagti bhali hai, teri saadgi. Paata hoon khud ko, har ghadi, tere bina tanha Mujhe thaam le, mujhe rok le Bhatka, hoon main, bhatka. Tu hi mera mera mera Tu hi meraaaa, tu hi meraaaa... Tu hi mera mera mera Yun tera muskurana Aur aake chale jaana Yun tera muskurana aur aake chale jaana Kismat ka hai khul jaana Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua Naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Re ga ra re... Tujhse mila toh jaagi duaayein Aur nazaro ne sajda kiya Jannat zameen par aayi utar ke Khushiyon ne jaise chun sa liya Har manzar dilnasheen hai Tu hi tu har kahin hai Oh. teri ye rajayein toh hai qatilana Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua Naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Tere bina tanha tha hardam Hothon pe hardam thi tishnagi Maqsad nahi tha, sapne nahi thay Thi zindagi mein aawargi Tu mera rehnuma hai Manzil hai raasta hai O mere liye tu toh jaise Rab ka hai nazrana Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua Naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Yun tera muskurana aur aake chale jaana Yun tera muskurana aur aake chale jaana Kismat ka hai khul jaana Tera Deedar Hua, pehla sa pyar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh inkaar hua Naa hi iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Muttaleshi Muttalebi Murakabi Jaane JaanAa Aa Aa - 2Ya Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanAa Aa Aa - 2Mutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanYa Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanDil Deewana Ho Gaya Hain Jaana Tere Pyar MeinIk Phasana Ban Gaya Hain Jaana Tere Pyar MeinSurmai Aankhon Se Apni Koyi To Ikraar KarPyar Kar Ha Pyar Kar Oh Jaana Mujhse Pyar KarMutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane Jaan(Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa)Ya Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane Jaan(Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa)Oooohhhmuttaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanYa Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanDil Deewana Ho Gaya Hain Jaana Tere Pyar MeinIk Phasana Ban Gaya Hain Jaana Tere Pyar MeinSurmai Aankhon Se Apni Koyi To Ikraar KarPyar Kar Ha Pyar Kar Oh Jaana Mujhse Pyar KarMutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanYa Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanHalka Halka Mere Dil Mein Uth Raha Toofan Hain - 2Shabnami Hothon Ko Tere Chhoone Ka Armaan HainMehaki Mehaki Meri Saanson Mein Hain Shamil Yaar TuJism Bhi Tu Rooh Bhi Tu Tu Hi Meri Jaan HainTu Hi Meri Jaan HainDhadkanon Mein Meethi Meethi Teri Hi Aawaz HainTujhse Hi Khush Rang Meri Zindagi Ka Saaz HainRoop Ki Is Dhoop Mein Soya Rahun Main Umra BharPyar Kar Ha Pyar Kar Oh Jaana Mujhse Pyar KarMutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanYa Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanAks Ye Tere Badan Ka Sardiyon Ki Dhoop Hain - 2Chand Sharmaaye Gagan Par Aisa Tera Roop HainBesabab Tareef Nade Sunke Main Mar JaaungiRanghar Mausam Mein Badle Ishq Woh Behroop HainIshq Woh Behroop HainPyar Ke Lafzon Se Tera Naam Dil Par Likh DiyaTumko Chahunga Hamesha Faisla Ye Kar LiyaSaanson Ki Kasturi Khushboo Se Hua Main BekhabarPyar Kar Ha Pyar Kar Oh Jaana Mujhse Pyar KarMutaleshi Mutalebi Murakabi Jaanejaan(Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa)Ya Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane Jaan(Aa Aa Aa Aa)Yehhhmutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanYa Habibi Yono Fibi Yena Hobbi Jaane JaanMutaleshi Mutalebi Murakabi Jaane JaanMutalashi Jiska Mujhe Intezaar Hain Kaisa Sanam Yeh Pyar Hain Saanson Mein Ek Toofan Uthe Josh Junoon Sawaar Hain Meri Jaan-E-Ja Oh Jaan-E-Ja Teri Yaadein Mujhko Satayein Hye Hye Neend Na Aaye Jiska Mujhe Intezaar Hain Kaisa Sanam Yeh Pyar Hain Ishq Mera Madhosh Tha Dil Mein Bala Ka Josh Tha Garmi Chayi Thi Nas Nas Mein Hamko Sanam Na Hosh Tha Ishq Mera Madhosh Tha Dil Mein Bala Ka Josh Tha Ishq Mera Madhosh Tha Dil Mein Bala Ka Josh Tha Garmi Chayi Thi Nas Nas Mein Hamko Sanam Na Hosh Tha Raat Ki Baahon Mein Shamma Pighal Laut Ke Phir Woh Sadi Mein Chal Meri Jaan-E-Ja Oh Jaan-E-Ja Teri Yaadein Mujhko Satayein Hye Hye Jee Nahi Paaye Mehki Mehki Si Raat Mein Hulchal Thi Jazbaat Mein Mehki Mehki Si Raat Mein Hulchal Thi Jazbaat Mein Behke Behke Armaan Mein Masti Thi Har Baat Mein Ek Duje Mein Gaafil They Jism Se Ruh Tak Shaamil They Meri Jaan-E-Ja Oh Jaan-E-Ja Teri Yaadein Mujhko Satayein Hye Hye Neend Na Aaye Dil Se Dil Milte Hain Do Badan Se Badan Milte Hain Dil Se Dil Baby When I Look At You Milte Hain Baby All I Want To Do Do Badan Se Badan Wanna Make Love To You You You Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve No Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve No Tuney Hi Behkaya Meri Saanson Ko Tuney Hi Behkaya Meri Aankhon Ko Toofan Se Chalte Hain Teri Aahon Mein Thaam Jaaye Rehne De Baahon Mein Deewana Baby When I Look At You Ho Jaaun Baby All I Want To Do Kehta Hain Mera Mann Wanna Make Love To You You You Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve No Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve No Madhoshi Chhayi Hain Aisi Tan Man Pe Jadoo Sa Chalta Hain Jaise Dhadkan Pe Hathon Ko De De Tu Mere Haathon Mein Aaja Na Ab Meri Baaton Mein Dil Se Dil Baby When I Look At You Milte Hain Baby All I Want To Do Do Badan Se Badan Wanna Make Love To You You You Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve Sin Ne Sin Ne Ne Yora Sin Ne Sin Ne Ne Yo Sin Ne Sin Ne Ne Yo Ve Kaali kaali aankhon ka Kala kala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aaj bhi junooni si Jo ek aarzoo hai Yun hi tarasne de Yeh aankhein barasne de Teri aankhein do aankhein Kabhi shabnam kabhi khushboo hai Kaali kaali aankhon ka Kala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon kaala kaala jadu... Gehre samandar aur do jazeere Doobe huey hain kitne zakheere Dhoondne do... Ashkon ke moti, seepi se kholo Palkon se jhaanke to jhaankne do Jhaankne do... Qatra qatra girne do Qatra qatra chun.ne do Qatra qatra rakhna hai naa Qatra qatra rakhne do Teri aankhon ka ye saaya Andhere mein koi jugnoo hai Kaali kaali aankhon ka Kala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Jaane kahaan pe utrenge dono Udte huey yeh shab ke parinde Do parindey... Pankhon pe barkha, le ke udey hain Do boond de do, pyaase pade hain Haan do boondein. Lamha lamha lamhe dau Lamha lamha jeene do Keh bhi do na aankhon se Lamha lamha peene do Teri aaknhein halka saa Chhalka sa ek aansoo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai