Dekh Lena Lofi Mix
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Main baarish ho jaunga, tum badal ho jaogi
Dekh lena, Dekh lena
Itna tumko chahunga, tum pagal ho jaogi
Dekh lena, dekh lena
Kehta hai sun yeh dhoop kinara
Tera hua main saara ka saara
Dekh lena
Tere honthon pe hamesha main hasta hi rahunga
Dekh lena
Dekh lena
Bheegi jo teri aankhein ankhon se main bahunga
Dekh lena
Dil toh hai har seene mein
Hai pyaar lekin mujhme Sabse zyada
Dekh lena
Apni lakeeron mein likh lungi khud hi tumko
Hai mera vaada
Dekh lena
Kehta hai sun yeh dhoop kinara
Tera hua main saara ka saara
Dekh lena
Tere honthon pe hamesha main hasta hi rahunga
Dekh lena
Dekh lena
Bheegi jo teri aankhein ankhon se main bahunga
Dekh lena
Barsho na bhuloge tum
Aisi kahani tumse keh jayenge hum
Dekh lena
Hmm, Aisa bhi hoga ek din
Dil ki jagah seene mein reh jayenge hum
Dekh lena
Kehta hai sun yeh dhoop kinara
Tera hua main saara ka saara
Dekh lena
Tere honthon pe hamesha main hasta hi rahunga
Dekh lena
Dekh lena
Bheegi jo teri aankhein ankhon se main bahunga
Dekh lena