Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
December
Abrar-ul-Haq
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Bheegi Bheegi Si. Tanhai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Ya.ad Aai Hai
Bheega Bheega Sa December Hai
Shaam Ki Kaali Aankhain Jab Palkon Ko Chapkaati Hain
Kissi Pair Kay Neechay Kuch Yaadain Gungunaati Hain
Kuch Pyar Kay Aadhay Nagmay
Aadhi Pyar Ki Kahaani
Aik Shehar Ka Raja
Aur Ek Gaon Ki Rani
Donon Baray Premi Thay
Ban Main Aaya Kartay Thay
Unkay Pyar Kay Meethay Nagmay
Panchi Gaaya Kartay Thay
Ab Na Premi Hain
Na Woh Baatain Hain
Aur Yaadain Hi Apni Kamai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa.ad Aaaai Hai
Is Kamray Ki Khirki Baarish Ka Shor Sunati Hai
Aur Tumhari Aahat Hum Ko Yeh Rog Lagaati Hai
Ab Kay Saal December Main Jab Ban Main Mein Jaoon Ga
Neeli Jheel Darakhton Kay Saayay Aur Sookhay Pattay
Saaray Tera Poochain Gain
Kahan Hai Tera Poochain Gain
Tera Premi Yaar Kahan Hai
Saaray Tera Poochain Gain
Kya Bataoon Ga
Kya Kahaani Hai
Ab To Qismat Main Apni Judai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa.ad Aai Hai
Shaam Dhallay Jab Panchi
Apnay Apnay Ghar Jaatay Hain
Koi Mujhay Batlayay
Mujhko Yeh Kyun Tarpaatay Hain
Mainay Bhi Ek Sapna Dekha Tha Apnay Ghar Ka
Kho Na Jaye Mera Panchi
Lekin Mujhko Darr Tha
Mera Yeh Afsaana Hai
Saara Yeh Afsaana Hai
Mera Panchi Rasta Bhoola
Pagal Hai Anjaana Hai
Tu Gaya Hai To
Mainay Jaana Hai
Mera Dil Ab Bhi Tera Deewana Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Humko Sajni Ki Ya.ad Aai Hai
Bheega Bheega Sa Yeh December Hai
Bheegi Bheegi Si. Tanhai Hai
In Kitaabon Main Jee Nahin Lagta
Hum Ko Sajni Ki Yaa.ad Aai Hai