Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hamko Kiske Gham
Ghulam Ali
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil ki choton ne kabhi chain se rahene na diya
Jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Is kaa ronaa naheen kyun tum ne kiya dil barbad?
Is kaa gham hai ke bahut der mein barbad kiya
Hum ko kis ke gham ne mara
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi

Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara, ye kahani fir sahi

Dil ke lutne kaa sabab puchho na sab ke saamne

Naam aayegaa tumhara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Nafaraton ke teer kha kar doston ke shehar mein

Hum ne kis-kis ko pukara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Kya batayein pyaar ki baazee vafa kii raah mein
Kya batayein
Kya batayein
Kya batayein, kya batayein
Kiya batayein pyaar ki baazee wafa ki raah mein
Kaun jeeta kaun haara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara, ye kahani fir sahi
Hum ko kis ke gham ne mara, ye kahani fir sahi
Aa, ye kahani fir sahi, ye kahani fir sahi