Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Beqarar Karke Hamen Yun Na Jaiye
Hemant Kumar
Popularity ยท High
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
ย
Dekhiye Woh Kaali Kaali Badliyan
Zulf Ki Ghata Churana Le Kahin
Chori Chori Aake Shokh Bijliyan
Aapki Adaa Churana Le Kahin
Yoon Qadam Akele Na Aage Badhaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
ย
Dekhiye Gulaab Ki Woh Daaliyan
Badhke Choom Le Na Aap Ke Qadam
Dekhiye Gulaab Ki Woh Daaliyan
Badhke Choom Le Na Aap Ke Qadam
Khoye Khoye Bhanvre Bhi Hain Baag Mein
Koi Aapko Bana Na Le Sanam
Behki Behki Nazaron Se Khud Ko Bachaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
ย
Zindagi Ke Raaste Ajeeb Hain
In Mein Is Tarah Chalaa Na Kijiye
Khair Hai Isi Mein Aapki Huzoor
Apna Koi Saathi Dhoond Lijiye
Sunke Dil Ki Baat Yoon Na Muskuraiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
Beqarar Karke Humein Yoon Na Jaiye
Aapko Humari Kasam Laut Aaiye
ย