Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mein Nashe Mein Hoon
Pankaj Udhas
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil khulata hai vaan sohbat-a/e-rindana jahaan ho
Main khush hoon usi shahar se maykhaanaa jahaan ho
Un ujadi huin bastiyon mein dil nahin lagtaa
Hai jee mein, vaheen jaa based viraanaa jahaan ho
Yaaron, muje muaaf rakho, main nashe mein hoon

Ab do to jam khaali hee do, main nashe mein hoon

Masti se darahami hai meri guftagu ke beech

Jo chaaho tum bhee mujko kaho, main nashe mein hoon
Yaaron, muje muaaf rakho, main nashe mein hoon
O, yaaron, muje muaaf rakho, main nashe mein hoon
Ya haathon-haath lo muje manind-a/e-jam-a/e-may

Ya thodee door saath chalo, main nashe mein hoon
Yaaron, muje muaaf rakho, main nashe mein hoon
Ho, yaaron, muje muaaf rakho, main nashe mein hoon
Najuk mijaaz aap qayamat hai, mir jee
Najuk mijaaz aap qayamat hai, mir jee
Najuk mijaaz aap qayamat hai, mir jee
Jyon sheesha, mere munh naa lago, main nashe mein hoon

Ho, yaaron...