Skip to content

Ghamand Kar

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bhawani Ke Veeron Utha Lo Bhuja Ko Satyaagini Ko Mastak Saja Lo Swaaha Ho Shatru Prachand Macha Do Shapath Ka Path Veer Path Desh Ka Path Jeet Path Kadmon Ki Taal Se Dhool Ka Badal Saja Shatru Ke Lahoo Se Dharti Ka Shringar Kar Desh Par Prahaar Hai Prahaar Kar, Prahaar Kar Ghamand Kar Prachand Kar Tandav Sa Yuddh Kar Yuddh Kar Bhayankar Rara Rarara..... Ghamand Se Chalo Na Daro Na Giro Kaat Sabko Dil Se Jeet Ki Or Chalo Ghamand Ki Pukaar Hai Daro Na Daro Daldal Mein Lahoo Ke Badh Chalo, Badh Chalo Ghamand Hi Tere Sheesh Ka Shringaar Hai Cheer Sheesh Sabke Badh Chalo, Badh Chalo Ghamand Se Chalo Na Daro Na Giro Kaat Sabko Dil Se Jeet Ki Or Chalo Rakt Girega Maati Taregi Pyas Bujhegi Ho Dushman Katega Dharti Sajegi Desh Sajega Ho Rara Rarara.....