Skip to content

Dil Ro Raha Hai Mera

Song, Udit Narayan, Alka Yagnik
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kitna pyara hai ye pyar, pyara pyara Hua hai pehli baar, hota hai ek baar Phir na hoga ye dobara Haye mera dil churake le gaya Churane wala, mera qaatil Haye mera dil churake le gayi Churane waali, meri qaatil Ye dil tujhpe aaya hai, aate-aate Dard-e-dil toh jaata hai, jaate jaate Jaage hain, soye hain Hum donon khoye hain Kaisi tanhayi hai, masti si chaayi hai Ye mausam hai pyar ke kaabil Haye mera dil churake le gaya Churane wala, mera qaatil Ab to kaate na katein pyasi raatein Kuchh kuchh hota hai sun ke aisi baatein Bechaini sahne de, palkon mein rahne de Teri baahon mein hai, teri raahon mein hai Jaan-e-jaan meri manzil Haye mera dil churake le gayi Churane waali, meri qaatil Haye mera dil churake le gaya Churane wala, mera qaatil Kitna pyara hai ye pyar, pyara pyara Hua hai pehli baar, hota hai ek baar Phir na hoga ye dobara