Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Par Ab Jo Aayegi Tu
Video, AUR
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ankhein tere bina yeh soti nahi hai
Raatein hoti nahi hai
Jab tu hoti nahi hai
Hoti hai teri fikar
Rehta hai dil mei ik darr
Ke dil mei viraani hai
Ab tu kab laute ga ghar
Par ab jo ayegi tu
Mujhko na payegi tu
Dil ko samjhayegi tu
Main hoon yahin
Dhoondo ge har gali may
Phir milunga nahi mein
Kho jaunga kahi mein
Tere liye
Haan hai haseen tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujh mein mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho tou baki bhi kya hai?
Dikhti hai chandni jab
Chhat jate hai ye badal
Aese hi laakhon may hum
Tujhko taqte hai pagal
Aese hi karte hai sab
Duayen kei yei barsein
Par mei chahta hun ke
Ye hi barse naa
Par ab jo barsein ge yeh
Chahat ko tarso ge tum
Mujhko hi dhoondo ge tum
Phir har jagaah
Ab tum wafa bhi karoge to baki rahe ga kya
Jisko na sunna tha vo ab kahega kya
Dastak bhi di thi
Par tumne kaha tha ki tumne
Suna hi nahi
Band kar diya hai ab dil ka ye darwaza
Tum tab kaha the jab tanha mein marr raha tha
Raatoun mei ro raha tha
Khud sei mein larr raha tha
Socha tha marr hi na jaun kahi-
Par ab jo ayegi tu
Mujhko na payegi tu
Dil ko samjhayegi tu
Main hoon yahin
Dhoondo ge har gali may
Phir milunga nahi mein
Kho jaunga kahi mein
Tere liye
Haan hai haseen tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujh mein mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho tou baki bhi kya hai?
Haan hai haseen tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujh may mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho to baki bhi kya hai