Skip to content

Insaan

MC STΔN
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tera nai malum lekin mein Mein insaan Kuch log toh bhool gaye apun shaitaan Nai hai insaan Sab insaan khush the uss waqt pe, jab nai tha paisa Main bhi ek insaan hai, woh bhi same tere jaisa Kisko nai malum insaan, kaise aaya iss dharti pe Tu aaya iss duniya mein, par jayega kiski marzi se Khuda ne bhi socha hoga, kisko banaya galti se Phele ke log kyun, door rehne ke ladki se Pehli bar jab sunna, maine wayne Mere pas nai paise the bro, woh time pe Baj rela mein kuch toh deep, tu fuckin dhyaan de Kitna log ka ghar chal rela, mere naam pe Nai aayega pyaar tere saath mein, nai aayegi dosti Meku 2 gaz zameen chahiye, daffan hone ke liye broski Tu bolta jhoot, lekin mein nai bolta Main karta sajda, tu karta gunnah Insaan ko kuch dikhra nai, sirf dikhre paise Yeh paiso ke wajah se, ho gaye humlog kaise Ek insaan ek insaan ko marra, aur sablog dekhre Upar wale ne zaaban diya, isliye kuch bhi bolre Insaan ko sirf paise chahaye, aur shayad se fame Main samjhra tha insaan ko, par janwar ne samjha mera pain Khuda se bada banna chahta hai bro, kyun tu Main act aisa karta jaisa, main abhi theek hu Tum poori zindagi bhar dhoondege, yahan pe kon hai real Tu bhi ek insaan, mein bhi hai insaan Isleye hota feel Apun sab hai ek energy, jisko bolte apun rooh aur dil Conscious aur sub conscious mind ke saath mein, karta deal Rota nai mein, rota dil Nai hora meko, kuch bhi feel Din nikalra mein, kha ke pill Yeah!! Yeah! Dukha mat tu, kiska dil Mein god ko, leke aata fir Meko mil ya, maut ko mil Yeah! Yeah! Main likh rela kuch toh deep, isleye sab mere fan hai Mera nai karra kuch, yeh sab god ka plan hai Main bharosa karne ka, kyuki tu bhi ek insaan hai Main bechna soul chahata khuda ko, main tentacion hai Insaan ko kuch dikhra nai, sirf dikhre paise Yeh paiso ke wajah se, ho gaye humlog kaise Ek insaan ek insaan ko marra, aur sablog dekhre Upar wale ne zaaban diya, isliye kuch bhi bolre Insaan ko sirf paise chahaye, aur shayad se fame Main samjhra tha insaan ko, par janwar ne samjha mera pain Khuda se bada banna chahta hai bro, kyun tu Main act aisa karta jaisa, main abhi theek