Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ishaare
Frappe Ash, Kobi Dai, Adil
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Puchu kaha pe thi
Rahi ya ja chuki?
Mujhe milke ja
Hai mere aib ajeeb
Ye jalwe sabhi meri aashiqui ke mashoor hai bohot tere sheher mei bhi
Hai zindagi ke dono pehlu mei sath chupi
Ye awaaragi
Mujhe kha chuki
Leke chalu risk
Bohot mukbar hai side mei
Baby I dont miss
Chodta ni vibe mai
Rakhu tujhe dil mei ya rakhu tujhe side mei
Tere badlu nazaare
Kya nadi kya zameen
Hosh mei ni rehra kabhi
Hai bachpan se teekhi badi
Tu sath thi toh seekha tameez
Pata tha re mujhe ki tu sharmaayegi
Latt tujhe buri wali lag jayegi
Sacch ho ya jhoot tujhe pachta he nahi
Mujhe chodke jo jayegi woh pachtayegi han!
Naseeb hai rey tera naseeb hai
Haan mai maanta ke thoda mai ajeeb hai
Tera sath hona mere liye jeet hai
Tabhi tera Kobi aur tu tabhi meri cheat hai
Ishaare ishaare han
Humaare tumhare han
Kyu karri bahane han?
Mujhe milne bulale han
Haanji!
Mera kya hoga kaanchi
Mai toh aisa kabhi tha ni
Rehti bheed mei tanhai
Kare dur se chedkhaaniyan kyu?
Mujhe sunni hai teri zabani
Jabhi paas aati toh fasali
Kia kabhi maine tujhko manaa ni
Kya hai zindagi mei sochu tere bin
Kya intezaam
Sunle dillagi mei meri janeman
Ye iltija
Kabse chidchida sa rehta tere bin
Ye dil bhi na
Tumse ye duriyan leri imtehaan
Haye imtehaan
Kya hai zindagi mei sochu tere bin
Kya intezaam
Sunle dillagi mei meri janeman
Ye iltija
Kabse chidchida sa rehta tere bin
Ye dil bhi na
Tumse se ye duriyan leri imtehaan
Haye imtehaan
Tere aatey he sab jawan
Tera jaatey he aapda
Tujhse khudko janta janeja
(Ishaare ishaaro mei baat ho gayi hai)
Pal pal tujhko taadta
Ye dil hai saala ya gulaam
Tere ishaaron pe naachta janejaaa
(Ishaare ishaaron mei raat ho gayi hai)