Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Rashke Qamar
A1Melodymaster
,
Nusrat Fateh Ali Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
♫♫♫
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaaii maza aa gaya
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar
♫♫♫
Behijaabana wo saamne aa gaye
Behijaabana wo saamne aa gaye
Or jawani jawani sai takra gayi
Or jawani jawani sai takra gayi
Aankh un kee lari yuun meri aankh sai
Aankh un kee lari yuun meri aankh sai
Dekh kr yai laraaii maza aa gaya
Aankh un kee lari yuun meri aankh sai
Dekh kr yai laraaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
♫♫♫
Aankh mai thee haya har mulaqaat par
Aankh mai thee haya har mulaqaat par
Surkh aariz hue wasl ki baat par
Surkh aariz hue wasl ki baat par
Us ne sharma ke mere sawaalaat pe
Us ne sharma ke mere sawaalaat pe
Aise gardan jhukaaii maza aa gaya
Us ne sharma ke mere sawaalaat pe
Aise gardan jhukaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaaii maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar
♫♫♫
Mere rashke qamar
♫♫♫
Mere rashke qamar
♫♫♫