Jaage Hain (from “Guru”)
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Jaage hain der tak, humein kuchh der sone do
Thodi si raat aur hai, subah toh hone do
Aadhe-adhoore khwaab jo poore na ho sake
Ek baar phir se neend mein wo khwaab bone do