batti
4nshk
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
chehre se tere,
aakhein na hat ti,
baatein ye meri,
tu hi samajhti,
chehre se tere meri, aakhein na hat ti
meri, saari ki saari baatein tuu hi samajhti
batti jali,
khidki khuli,
tuu hi dikhe bas kaisi hai ye bekhudi
dil ye mera,
tere bina,
chal hi raha tha sajna,
zidd hai meri, ab toh mujhe tere,
sang hai rehna