Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aao Kanhai Mere Dham
Kishore Kumar
Popularity ยท Moderate
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Apnon ko kab hai, Shyam...
Apnon ko kab hai, Shyam, mukh dikhlaoge?
Aise mein aaye na, phir kab aaoge?
Ekal-bekal panth nihaare...
Ekal-bekal panth nihaare, tumre darash ke pyaase tamaam
Ke din se ho gayi shaam, aao, Kanhai, mere dhaam
Ke din se ho gayi shaam...
ย
Van mein aur basti mein dekha hai chahu aur
Tab tumse baandhi hai aashaon ki daur
Ab uljhaao, ya suljhaao...
Ab uljhaao, ya suljhaao, aan pada hai tumse hi kaam
Ke din se ho gayi shaam, aao, Kanhai, mere dhaam
Ke din se ho gayi shaam...
ย
Is man mein aajao, nainon ke pat khol
Saanson mein, dhadkan mein, Mohan, tumre bol
Tumko nahin to kisko pukaaru?
Tumko nahin to kisko pukaaru? Mujhko to aave ek hi naam
Ke din se ho gayi shaam, aao, Kanhai, mere dhaam
Ke din se ho gayi shaam, aao, Kanhai, mere dhaam
Ke din se ho gayi shaam...
ย