Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Heeriye
Karun, toorjo dey, Nanku, Barf
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tera yoon aana, yoon muskuraana
Lagta hai maanon chain khone laga hai
Tera yoon aana, aa kar naa jaana
Kyun anjaana sa dar bhi lagne laga hai
Tera yoon aana un kamron mein phir
Kyun deewaana sa pan bhi badhane laga hai?
Tera yoon aana, yoon muskuraana
Lagta hai maanon chain khone laga hai
Kal aane waala kyun mujhse poochhe
"Main tera kya banoon?"
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
Peechha na chhode mera teri yeh nazar
Lage tu saath chale, niklun jidhar
Kafi speed, tu kaabu kare tashan mera
Sunrays tu, main jaaun na pighal
Tere saath mujhe life lage simple
Stabilizะต, baby, chahiye nahi gimbal
Tere saamnะต main ban jaata singer
Confused hoon main, ab tak kaise single
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
Aankhon ki masti se ishaare ho gaye, baat kari toh deewane ho gaye
Samaa chale tere sang thoda dheere-dheere
Ab jaane ka waqt hai toh kari maine book cab
Phone dekha uska toh open tha WhatsApp
Aur baatein chal rahin uski Udbhav se
Yeh lamhe tere saath mein jo bitaaye
Yoon rehna chahun, sapne bhi hain sajaye
Teri in baaton ka hi hai asar
Jo duniya-bhar ke sukh bhi maine hain paaye
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
Door na jaavin maithon, sohniye
Hath mera fadh le, meri heeriye, heeriye
ย