Skip to content

Samay Balwan

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yahah jeevan sansaar Yahah sabhi kaal ka khel Honi hokar hi rahi Jhel sake to jhel Jagath mein samay maha balwan Jagath mein samay maha balwan Sukh dukh dono jeevan saathi Vidhi ka yahi vidhaan Jagath mein samay maha balwan Jagath mein samay maha balwan Pal bhar mein sinhasan chhuta Mukut aur aabhushan chhuta Dhan daulat sab mehel attari Chhut rahein hain baari baari Van ki aur chala sanyasi Chhod raaj sanmaan Jagath mein samay maha balwan Jagath mein samay maha balwan.