Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Payal
faizal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chhanke chhanke teri payal
Tu chhamke chhamke meri aankhon mein
Teri yaadon mein ho gaye ghayal
Iss kayar ka dil bhi thham jaaye
O dilnasheen, teri haseen se
Ban gaye hain khaatirdaar
Haraarat se bhare hue ki
Hum bhi aaye tere paas
O Heer, teri yaad mein ro gaye hum
O Heer, teri yaadon se mil gaye hum
Chalta tha ussi raste se
Jahaan bichhe hue saare kaante the
Hum jinko samjhe marham
Wohi zakhmon ke ishaare the
Likhe khat jo maine
Tu padhna zaroor
Gaane likhu main tere liye
Sun le meri tu
Aur tu hai meri shayari
Jo main hi padhta hoon
Main rakhta hoon mehfooz
Kya mere halaat aaj tumhe kya pata?
Tum pucho toh aake zara
Mila pata Gulzaar ka
Kiya ek sawaal
Madad meri kar na saka
O Heer, teri yaad mein ro gaye hum
O Heer, inn baaton se waqif the hum
O Heer, teri yaad mein ro gaye hum
O Heer, teri yaadon se mil gaye hum