Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya
Raees
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kuch ankaha sa kah diya
Kuch ansuna sa sun liya
Kuch ankaha sa kah diya
Kuch ansuna sa sun liya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Likh doon tum par geet, naghma, ghazal
Jee loon usi mein ek sadi, ek pal
Aa tuje dhadakanon mein sanbhaaluun
Aa, tuje apanae dil mein basaa loon
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Kithna mushkil tha, mere dil
Tere kehne pe dil ka lagaana
Kithna mushkil tha, mere dil
Tere kehne pe dil ka lagaana
Kithna mushkil tha, mere dil
Ajanabi ishq ko aazmaana
Par muje aitbaar aa gaya
Par muje aitbaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Maine jab bhee tumko dekha
Aankh bhar-bhar ke tumko nihara
Maine jab bhee tumko dekha
Aankh bhar-bhar ke tumko nihara
Apanee neendon, apanae khvaabon
Apanee yaadon mein tumko pukaaraa
Tumpe dil baar-baar aa gaya
Tumpe dil baar-baar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Kuch ankaha sa kah diya
Kuch ansuna sa sun liya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya
Tumko dekha to pyaar aa gaya