Skip to content

Shameless

Bali • Enzo
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kya hai bhaiya khaane mein? Chicken chicken, butter chicken Butter chicken, chicken khurchan, mutton khurchan Paneer panty, chicken panty Panty? Mujh ko nahi khaana, yaar Mujhe bhookh hi nahi lagi, sharam toh main khaata nahi Paagal main pehle se, kutte ne kaata nahi Phule na samaau, baato ko dabaata nahi Sur pakdo apna, bolo pa pa pa padani Mujhe bhookh hi nahi lagi, sharam toh main khaata nahi Paagal main pehle se, kutte ne kaata nahi Phule na samaau, baato ko dabaata nahi Sur pakdo apna, bolo pa pa pa padani Scotch-Brite banne chale Scott Storch Mujhe dikh hi nahi rahe, maaro torch-worch Ek toh hustle ne bhi kar rakhi haar jagaah hoch-poch Kyun baithi hui hai woh quote waali squad boss Q waala quota matlab reservation Polio ki drip chadhaao, dedo isse medication Teen patti variation hai ye, Lallan-pe-Kallan Iss se achha judge rakh lo Brendon McCullum Female representation chahiye, Harjas dega Fees mein baby oil, wig aur ek burger lega Ladkiyo se mann bhar gaya hai ab woh ladke lega Uske uss se bade hai, Stan dono tal kar dega Yaha ek kaala dusre ko kaala bol raha hai Mere sapne mein koi mera naada khol raha hai Gudwani mein se forty minus karo, thala bol raha hai Naezy ke ghar ke baahar Anjum uska taala khol raha hai Arey, band karo beef, khelo chupa-chupaai Haan, hide and seek, matlab khelo chhupan-chhupaai Emiway ki shaadi mein saare Japan jaayenge Aur KR$NA aur main karenge joota-chhupaai Mera mann kar raha hai thodi gaali de du Rajiv ke chowk mein Vaishali de du Gambhir nahi chaahiye toh Yami de du Hindenburg ke andar Adani de du Hanumankind dega English speaking classes Accent theek karne aayenge kaafi artists Sabki allergy bhaga dega, dega sabko epipen Cycle ki toh maa chud gayi yaar I'm rep-represent Chaba mat bhai, tujhe pachega nahi Thoda namak aur tel hoga, kachi ghani Ab sahi bolu thodi-thodi bhookh lag rahi hai Mujhe Sydney Sweeney ki kachhi khaani Kya? Kachhi khaani? Abey, tel, tel Behanchod, zyaada smart mat ban, tune kachhi khaani bola hai Abey, nahi bola yaar Mujhe bhookh hi nahi lagi, sharam toh main khaata nahi Paagal main pehle se, kutte ne kaata nahi Phule na samaau, baato ko dabaata nahi Sur pakdo apna, bolo pa pa pa padani Mujhe bhookh hi nahi lagi, sharam toh main khaata nahi Paagal main pehle se, kutte ne kaata nahi Phule na samaau, baato ko dabaata nahi Sur pakdo apna, bolo pa pa pa padani