Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Galatfehmi
Sachin-Jigar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye
Kal hi talak toh sab theek tha
Sunta tha meri dhadkan
Tu itne nazdeek tha
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye
Kal hi talak toh sab theek tha
Kisko pata tha
Rishta ye itna baareek tha
Ho ke ruaansa, meri jaan
Ho ke ruaansa, meri jaan, de ke dilaasa, meri jaan
Keh rahi hai, "Jaane bhi de, theen dilon ki wo naadaaniyaan"
Galat-fahmi meri, galat-fahmi meri
Wo tera pyaar tha ya be-rahmi teri?
Galat-fahmi meri, galat-fahmi meri
Fikar bas aaj se nahi karni teri
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya
Tha beech mein jo apne dilon ke
Kitna haseen tha, maasoom tha
Par khel tha wo kuchh hi dinon ka
Humko kahan ye maaloom tha
Ho ke ruaansa, meri jaan
Ho ke ruaansa, meri jaan, de ke dilaasa, meri jaan
Keh rahi hai, "Jaane bhi de, theen dilon ki wo naadaaniyaan"
Galat-fahmi meri, galat-fahmi meri
Wo tera pyaar tha ya be-rahmi teri?
Ho, galat-fahmi meri, galat-fahmi meri
Khabar bas aaj se nahi karni teri
Tha beech mein jo apne dilon ke (galat-fahmi meri, galat-fahmi meri)
Kitna haseen tha, maasoom tha (wo tera pyaar tha ya be-rahmi teri?)
Par khel tha wo kuchh hi dinon ka (galat-fahmi meri, galat-fahmi meri)
Humko kahan ye maaloom tha (fikar bas aaj se nahi karni teri)
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya (kya ho gaya)
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya (kya ho gaya)
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya (kya ho gaya)
Kya ho gaya ye, kya ho gaya ye, kya ho gaya (kya ho gaya)