Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bheed Mein Tanha
Gaurav Bhatt
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bheed mein tanha rehta hu main
Tere hi khawabon ko bunta hu main
Bheed main tanha rehta hu main
Tere hi khawabon ko bunta hoon main
Dooba sa mann mera, rehta hai kyun bta
Dil ki jubaan aakhon se sunn zra
Bheed mein tanha rehta hu main
Tere hi khawabon ko bunta hoon main ho.
Tujh tak puchhti ik raah main
Kya jaane kaisi ye hawaa chali
Kuch aahaton ka pichha kiye o ho.
Ik aarzo thi har pal jali
Dooba sa mann mera, rehta hai kyun bta
Dil ki jubaan aakhon se sunn zra
Bheed mein tanha rehta hu main
Tere hi khawabon ko bunta hoon main ho.
Wo raat bhar ki bechainiyan
Tanhaiyon ki sab nishaniyan
Har lamhe ka tuje sochna o ho.
Kaise sunau sab kahaniyan
Dooba sa mann mera, rehta hai kyun bta
Dil ki jubaan aakhon se sunn zra
Bheed mein tanha rehta hu main
Tere hi khawabon ko bunta hoon main ho.