Skip to content

Ahida

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tune ishq se chua, Mujko jo piya Sufiyan na ho gaya, Rasta mera Tune ishq se chua Mujko jo piya Sufiyan na ho gaya Rasta mera Tujhpe mit gayii, Tha ye mera karam Tuhi sach hai mera, Tuhi mera bharam Aahida, Ahida, Ahida ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein(ร—2) Yadon se teri ruhani ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein Aahida, Ahida, Ahida ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein Saiyaan tere darbaar mein Dil diya. Saiyaan tere darbaar mein Sufiyan na dil hua Mahiyan tere hi pyar mein Maine khud ko khoo diya. Mahiyan tere deedar mein Maine rab ko paa liya. Aane lagi., Gustakhiyan. Mera hi dil meri hi sunta hi na tha Karne laga., Manmaaniya. Teri hi dhun me ye dhadkta hi raha Main teri kab hui., Kuch pata na chala Tuhi kal tha mera., Tuhi kal hoo gaya Aahida, Ahida, Ahida ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein(ร—2) Yadon se teri ruhani ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein Aahida, Ahida, Ahida ho gayi main Ahida hui main tere pyar mein (Dhadkan teri, Dil me baatein Yadein ye teri, Dil se na jaaye)