Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jiya
Shaheen Bhatt, Achint & Varun Grover
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chidiya mein jaise pura ambar
Machhli mein jaise ho samandar
Aise mere jugnu mein teri raatein
Aise meri baaton mein teri baatein
Jiya, jiya saara ka saara
Jiya, jiya khud ke likhe kisson mein
Hai dhundta apni kismaton ka ik taara
Jiya, jiya saara ka saara
Raja mein jaise koi rani
Rani mein poori hi kahani
Aise mere sapnon mein teri yaadein
Aise meri baaton mein teri baatein
Jiya, jiya saara ka saara
Jiya, jiya khud ke likhe kisson mein
Hai dhundta apni kismaton ka ik taara
Jiya, jiya saara ka saara
Jiya, jiya (jiya)
Jiya, jiya (jiya)
Jiya, jiya (oh)
Jiya, jiya saara ka saara