Skip to content

Main Nara E Mastana

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Shirrake shir jaat he, shir kate shir soye Jese baati deep ki tat ujjiyara hoy Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tahir-e-lahoti, main johar-e-malkooti Nasoot ne kab mujh ko is haal main pehchana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main sham-e-faroza hun, main aatis-e-larza hun Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Kiss yaad ka shera hoon, kiss chashm ka darya hoon Khud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main wasif-e-bismil hun, main ronak-e-mehfil hun Ik toota hua dil hoon, main shehar main veerana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana