Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Main Nachoon Too Bansi Baja
Asha Bhosle & Kishore Kumar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Main nachoon, tu bansi baja
Main nachoon, tu bansi baja
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Main nachoon, tu bansi baja
O, main nachoon, tu bansi baja
Dhun koi aisi aaj suna de
Mere janam ki pyas bujha de
Dhun koi aisi aaj suna de
Mere janam ki pyas bujha de
Tu yun hi ab dil ko lubha
Tu yun hi ab dil ko lubha
Main nachoon, tu bansi baja
Main nachoon, tu bansi baja
Ho, aayi parvaton pe jhoomti ghata
Haan, aayi parvaton pe jhoomti ghata
Main nachoon, tu bansi baja
Main nachoon, tu bansi baja
Dekh rahe hain tujhe sab yeh nazaare
Tere sang dole oonche parvat saare
Dekh rahe hain tujhe sab yeh nazaare
Tere sang dole oonche parvat saare
Tere nrittya se hai jaadu jaga
Haan, tere nrittya se hai jaadu jaga
Main nachoon, tu bansi baja
Ho, main nachoon, tu bansi baja
Jaise kahin nikla ho subah ka tara
Aaj sab kuch kitna lagta hai pyara
Jaise kahin nikla ho subah ka tara
Aaj sab kuch kitna lagta hai pyara
Sangeet ka asar ho raha
Sangeet ka asar ho raha
Main nachoon, tu bansi baja
Main nachoon, tu bansi baja
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Aayi parvaton pe jhoomti ghata
Main nachoon, tu bansi baja
Ho, main nachoon, tu bansi baja