Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Bechain DIL KO
Mohd Rafi
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
O, mere baichaiyn dil ko chain tune diya
Mere baichaiyn dil ko chain tune diya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya
O, tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya
Tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya
Kabhi khwaabon mein maine aa-aa ke
Teri neend churaayi raaton mein
Kabhi uljhaayaa, kabhi suljhaayaa
Teri zulfon ko mulaaqaaton mein
Teri zulfon ko mulaaqaaton mein
Ho, meri gustaakiyon ko tune maaf kiya
Meri gustaakiyon ko tune maaf kiya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya
Har vaqt samaai rahtee thi
Maayusi meri nigaahon mein
Main bhatak jaataa, main bahak jaataa
Gir jaataa main in raahoon mein
Gir jaataa main in raahoon mein
O, mere saathee, muje tune thaam liya
Mere saathee, muje tune thaam liya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya
Maujon ne teri hee baathen kee
Thaaron ne tera hee naam liya
Jab gulshan se hua tera guzar
Phulon ne bhee daaman thaam liya
Phulon ne bhee daaman thaam liya
O, tune jaan-a/e-jahaan, dil mujko diya
Tune jaan-a/e-jahaan, dil mujko diya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya
O, mere baichaiyn dil ko chain tune diya
Mere baichaiyn dil ko chain tune diya
Shukriya, shukriya, o, shukriya, shukriya