Skip to content

Ankhon Ki Zuban Ne

Asha Bhosle feat. Kishore Kumar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ho Ankhon ki jubaan mein Dil ne kuchh kaha hai Ho tere mere bich main kuchh ho gaya hai Ho ankhon ki jubaab mein dil ne kuch kaha hai Kab badal chhaye... kab barsaat hui... Ye main kya janu Kab kya baat hui. Tere sath hui mere sath hui. Na tera kusur hai na meri khata hai Ankhon ki jubaan mein dil ne kuch kaha hai. Ho tere mere bich mein kuch ho gaya hai. Ho ankhon ki jubaan mein dil ne kuch kaha hai. Hum hai kitne paas phir bhi doori hai Aise milne mai kya majboori hai Thodi si doori bohot jaroori hai Kyunke intezaar mein pyaar ka maja hai Ankhon ki jubaan mein dil ne kuch kaha hai Ho tere mere bich mein kuch ho gaya hai Ho ankhon ki jubaan mein dil ne kuch kaha hai Mere dil ka yeh haal kiya tune Panchhi pinjre mein daal diya tune Kacche dhaage se baandh liya tune Jaane yeh inaam hai ya koi sajaa hai Ankhon ki jubaan ne dil mein kuch kaha hai Ho tere mere bich mein kuch ho gaya hai Ho ankhon ki jubaan mein dil ne kuch kaha hai