Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mast Aankhein
Tulsi Kumar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mast Aankhen Zara Uthao Toh
Mujhe Inmein Zara Dubao Toh
Mast Aankhein Zara Uthao Toh
Mujhe Inmein Zara Dubao Toh
Jo Bhi Guzregi Humpe Guzregi
Tum Nazar Se Nazar Milo Toh
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Khoobsurat Hai Yeh Itni
Main Deewaana Ho Gaya
Aapko Choo Kar Ke Mausam
Aashiqana Ho Gaya
Ho Sirf Lafzon Se Humare
Dil Ko Tum Behlao Na
Ishq Kya Hai Main Sikha Doon
Tum Kareeb Aa Jao Na
Parde Saare Gir Jaayein
Aise Hum Tum Mil Jaayein
Aankhon Se Main Pee Jaaun
Tum Zehar Bhi Agar Pilao Toh
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Mili Pehle
Phir Jism Se Jism Mein Aag Lagi
Dil Se Dil Sau Baar Mile
Par Rooh Se Rooh Mili Hai Abhi
Aankh Se Aankh Na Milti Agar
Duniya Mein Qayamat Aa Jaati
Door Na Tumse Main Reh Pata
Tum Bhi Na Mere Bin Jee Paati
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao
Toh Koyi Baat Bane
ย