Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Samnewali Khidki Mein
Kishore Kumar - Topic
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mere saamne vaali khidki main
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
Mere saamne vaali khidki main
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
Afsos ye he ki wo ham se
Kuch ukhda ukhda rahata he
Mere saamne vaali khidki main
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
ย
Jis rose se dekha he us ko
Ham shamaa jalaana bhul gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana janaa bhul gaye
Ab aath pehar in aankhon mein
Wo chanchal mukhdaa rahata he
Mere saamne vaali khidki main
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
ย
Barasaat bhee aakar chali gayi
Baadal bhee garaj kar baras gae
ย
Barasaat bhee aakar chali gayi
Baadal bhee garaj kar baras gae
Par uski ek jhalak ko hum
I husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon kee
Dinaraat ye dukhada rahata he
Mere saamane waali khidki mein
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
Afsos ye he ki wo ham se
Mere saamane waali khidki mein
Ek chaand kaa tukdaa rahata he
ย