Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ham Main Hai Kya
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hum mein hai kya ki hamein koyi hasina chaahe

Sirf jazbaat hain jazbaat mein kya rakhaa hai
Hum mein hai kya ki hamein koyi hasina chaahe
Kiski taqadeer mein hai unke mahakate gesu
Kis ke ghar failega us mast nazar ka jaadoo

In pareshaan savalat mein kya rakhaa hai
Hum mein hai kya ki hamein koyi hasina chaahe
Itana deewaanaa naa ban, ai, dil-a/e-betaab sambhal
Vo agar mil bhee liye tujhse to itana naa machal

Be-taalluq see mulaaqaat mein kya rakhaa hai
Hum mein hai kya ki hamein koyi hasina chaahe
Muskuraahat ko mohabbat ka ishaara naa samajh
Mil liye honge vo yoon hee unhen apana naa samajh

Aise naadaan khayalaat mein kya rakhaa hai