Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sun Bhi Le - Chillwave
Arijit Singh
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Galiyon-galiyon charcha hai tu jaadu-tona karke
Chhu ke tu maati-peetal, haan, chandi-sona kar de
Galiyon-galiyon charcha hai tu jaadu-tona karke
Chhu ke tu maati-peetal, haan, chandi-sona kar de
Kya, kaise aur kab kehna hai, saalon se taiyaari ki
Khud taareekhein tay ki saari, khud taareekhein taali bhi
Kya, kaise aur kab kehna hai, saalon se taiyaari ki
Khud taareekhein tay ki saari, khud taareekhein taali bhi
Jaanti hai na, tere saamne bilkul tham sa jaata hoon
Hosh sambhaala jabse, tujhpe hosh ganwaye jaata hoon
Meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Copy ke pichhle panne par nazmein tujhpe likhta hoon
Tujhko kya hi de paaunga, main hi mann-mann padhta hoon
Sach hai, dost purane hain, par pyaar bhi yeh jhootha toh nahi
Yeh keh doon toh rahe na yeh bhi bas isse main darta hoon
Iss "haan" aur" na" se hatke, haaye
Iss "haan" aur" na" se hatke ek shayad bun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le
(Chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Chup bhi rahoon, tu sun bhi le)
(Main chup bhi rahoon, tu sun bhi le)