Shartiya
Alif
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Dashi gangem
Khaak leajem
Khwaab chouri ho
Pethri woutus
Zaar gendum
Khwaab labum ho
Charoun aur hai log
Yaar koi nahi hai
Har kissi ko koi matlab
Dost koi nahi hai
Saath leynay kay liyay
Saath detey hai
Shadaab
Shadaab jab tak ho
Raastay chalte hai
Pehla mouka jo milayga jayaynge
Pehla mouka jo milayga choudaynge
Kasam bandi uski woh jo ho tou
Meray bas mein sab tou kyun
Nahi kahoun unsay mein ye
Dashi gangem
Khaak leajem
Khwaab chouri ho
Pethri woutus
Zaar gendum
Khwaab labum ho
Fursat mein jo baithoge
Khwaaboun ko tarsoge
Kosoge phir duniya ko
Khud hi mein jo na himmat ho
Illzaam
Illzaam layga koun
Khud hi me jo na himmat ho
Haan mein hoon uss paar ye tum na manougay
Kya hai uss paar ye tum na janougay
Kasam bandi uski woh jo ho tou
Meray bas mein sab tou kyun ki
Woh hai mera main hoon uska khwaab
Jaanedo unnhe jinko jaana hai
Jaanedo unnhe jinko jaana hai
Ikhtiyaar hai unnhe
Khushamadeed
Mai umeed karta hun ki mera khat
Aap tak khairiyat se pouncha hoga
Aap ka shukriya ada karna tha
Isiliye yeh khat likh raha hun
Main aaj jiss bhi kisi mukaam pe pouncha hun
Sirf aap ki wajah se
Woh nukhta nazar
Woh nukhta cheeni
Woh baar baar kehna ke mujhse na hoga
Woh peeth peeche baatien karna
Tumne jitni bhi
Jitni bhi nafrat di hai
Main uska shukur guzaar hun
Maine apne iss faislay se bahut logon ka dil dukhaya hai
Halake apni ammi ka bhi dil dukhaya hai
Mai har subah aaine se baatein karta tha
Har din
Lekin aaj pehli baari
Aaina mujhse baatein karne lagaa hai
Jaunga main uss paar
Jaunga main uss paar
Jaunga main uss paar
Jaunga main uss paar
Dashi gangem (jaunga main uss paar)
Khaak leajem
Khwaab chouri ho (jaunga main uss paar)
Pethri woutus (jaunga main uss paar)
Zaar gendum
Khwaab labum ho (jaunga main uss paar)
Dashi gangem (jaunga main uss paar)
Khaak leajem
Khwaab chouri ho (jaunga main uss paar)
Pethri woutus
Zaar gendum
Khwaab labum ho