Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aise Kyun
Raj Shekhar
,
Rekha Bhardwaj
,
Anurag Saikia
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aise kyun kuch to likhti hoon, likh ke mitaati hoon main raat bhar?
Aise kyun baatein khud ki hi khud se chhupati hoon main aajkal?
Par ye sab sochna, dil ko yun kholna
Sabkuch keh kar hi sabko batana zaroori hai kya?
Aise kyun?
(Aise kyun? Haan, kyun?)
(Haan, kyun wo kuch bole na?)
(Aise kyun? Haan, kyun?)
(Haan, kyun wo kuch bole na?)
Aise kyun uske honthon pe acha lagta hai mera naam?
Aise kyun kuch bhi bole wo mann mein ghulta hai zafraan?
Girta hai gulmohar khwaabon mein raat bhar
Aise khwaabon se baahar nikalna zaroori hai kya?
Aise kyun? Haan, kyun?
Haan, kyun wo kuch bole na?
Aise kyun? Haan, kyun?
Haan, kyun wo kuch bole na?
Aksar tumse milkar mujhko ghar sa lagta hai
Phir kyon dil hi dil mein koyi darr sa lagta hai?
Aksar tumse milkar mujhko ghar sa lagta hai
Phir kyon dil hi dil mein koyi darr sa lagta hai?
Beeta jo waaqya sochoon main kyun bhala?
Beeti baaton se dil ko dukhaana zaroori hai kya?
Aise kyun? (Aise kyun?) Haan, kyun?
Haan, kyun wo kuch bole na?
Aise kyun? Haan, kyun?
Haan, kyun tu kuch bole na?
Bole na, bol kuch, bol
Bol kuch, bol, bole na