Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Rajnigandha Phool Tumhare
Salil Chowdhury
,
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yun hi mahake preet piya kii mere anuraagi man main
Rajnigandha phool tumhaare mahake yun hi jivan main
Aa aa aa ... yun hi mahake preet piya kii mere anuraagi man main
Adhikaar ye jabase saajan kaa
Har dhadkan par mana maine
Adhikaar ye jabase saajan kaa
Har dhadkan par mana maine
Main jabase unke saath bandhi
Ye bhed tabhi janaa maine
Kitna sukh he bandhan main
Rajnigandha phool tumhaare mahake yun hi jivan main
Aa aa aa ... yun hi mahake preet piya kii mere anuraagi man main
Har pal meri in aankhon main
Bas rahete hai sapane unke
Har pal meri in aankhon main
Bas rahete hai sapane unke
Man kahata he main rangon kii
Ek pyaar bhari badali banakar
Barasun unke aangan main
Rajnigandha phool tumhaare mahake yun hi jivan main
Aa aa aa ... yun hi mahake preet piya kii mere anuraagi man main