Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Duniya Mein
Asha Bhosle
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Duniya mein logo ko dhokha kabhi ho jata hai
Aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai
Duniya mein logo ko dhokha kabhi ho jata hai
Aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai
Naagin si meri chaal, takhna dil ka khayal
Mere deewaano ka ho jata hai ye haal
Naagin si meri chaal, takhna dil ka khayal
Mere deewaano ka ho jata hai ye haal
Jaagi main saari rain, saara jahaan so jaata hai
Aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai
Kehti hai ye nazar, kab kya ho kya khabar
Duniya mein chand log hote hain jaadoogar, haan
Kehti hai ye nazar, kab kya ho kya khabar
Duniya mein chand log hote hain jaadoogar
Suniye ji, unpe bhi jaadoo kabhi ho jaata hai
Aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai
Mere khyaal se, uh, ab humare paas time nahi hai
Shuru karte hain