Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dastoor
The Yellow Diary
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Milti nigaahein hain
Khilti si baahein hain
Or bas aise
Hojata hai ishq
Fir lamhein saaron mein
Tujh ko hi maange hai dil
Aisa kaise
Kar jata hai ishq
Par duniya ka
Usool hai aisa
Udta hai joh
Voh zameen
Pe bhi aaye
Milte doraahe
Dikhe jo kahi toh
Lamhein kisi mein
Voh door bhi jaayein
Kyu
Dono ki raahein
Apne bahaano
Mein ghulti hi jaayein
Kyu
Phir ye nigaahein
Bhool gayi hain
Saari vajahein
Todenge na
Dil
Kehte the na
Toh aisa haal-e-dil
Ye hua kaise
Chhore bina
Phir baahein zaara
Uchi udaano ke vaade
Kiye aise
Par duniya ka
Usool hai aisa
Udta hai joh
Voh zameen
Pe bhi aaye
Milte doraahe
Dikhe jo kahi toh
Lamhein kisi mein
Voh door bhi jaayein
Kyu
Dono ki raahein
Apne bahaano
Mein ghulti hi jaayein
Kyu
Phir ye nigaahein
Bhool gayi hain
Saari vajahein