Skip to content

Johny Ko Maine To Jana Hai Aaj

Kishore Kumar & Vijayata Pandit
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Johny ko maine to jana hai aaj Jhutha hai ye dil ka sacha nahi Johny ko maine to jana hai aaj Jhutha hai ye dil ka sacha nahi Arey lo jinki khatir bane hai bure hum Wohi kahe johny achha nahi Arey johny ko maine to jana hai aaj Jhutha hai ye dil ka sacha nahi Khele jua or piye sharab Iske hai sarey kam kharab Tuk tuk dekh raha hai kaisa Kya de bechara jawab Matlab ka gussa ye matlab ka pyar Giniya na samjhu mai itna kacha nahi Arey johny ko maine to jana hai aaj Jhutha hai ye dil ka sacha nahi Do nahi tana mere huzoor Mana ke lakh mai hu majboor Ho karza tera utarunga mai Marne se pahle zaroor Arey ja ja samjhte hu sab teri bate Mai bhi syani hu bacha nahi Arey johny ko maine to jana hai aaj Jhutha hai ye dil ka sacha nahi Arey lo jinki khatir bane hai bure hum Wohi kahe johny achha nahi Jab tu badi ho jayegi koi matwala aayega Phir tere johny se dur tujhe Dur kahi le jayega Yu to rahungi zinda mai Dur chali ja lekar bhi Ho par tere sath jo din bite hai Wo hai meri zindagi Phir kis liye tu ye kahti thi bate Jhutha hu mai dil ka sacha nahi Tujhko to koi mere dil se puche Tujhse bada koi sacha nahi.