Skip to content

Hey Dinbandhu

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Mai maya mein ulajh gaya tha jag ko hi sach samjha tha Mai maya mein ulajh gaya tha jag ko hi sach samjha tha Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Mai balak murakh aagyani paake madhur nirmal vaani Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Dhan ne esa mann me kiya ghar bhoolgaya mann tann hai nashwar Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna Apraadh chhama karna apraadh chhama karna Apraadh chhama karna apraadh chhama karna