Skip to content

Aaye Ho Meri Zindagi Mein (Male Version)

Nadeem - Shravan
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

(Aaye ho meri zindagi mein, tum bahar banke) -3 (Mere dil mein yunhi rahna), Haye -2 tum pyar pyar ban ke Aaye ho meri jindgi main, tum bahar banke (Ankhon mein tum base ho, sapne hazaar ban ke) -2 (Mere dil mein yunhi rahna), Haye -2 tum pyar pyar ban ke Aaye ho meri jindgi main, tum bahar banke (Mere saathi mere sajan, mere saath yun hi chalna)-2 Badalega rang zamana, par tum nahi badalna (Meri mang yun hi bharna, taare hazaar ban ke)-2 (Mere dil mein yun hi rahna), Haye-2 tum pyar pyar ban ke Aaye ho meri jindgi main, tum bahar banke (Agar main jo rooth jaoon, to tum mujhe manana)-2 Thama hai haath mera, phir umr bhar nibhana (Mujhe chod ke na jana, wade hazaar kar ke)-2 (Mere dil mein yun hi rahna), Haye -2 tum pyar pyar ban ke (Aaye ho meri jindgi main, tum bahar banke)-2 (Mere dil main yunhi rahna), haye -2 Tum Pyar pyar banke Aaye ho meri jindgi main, tum bahar banke